“jab mein aur tu sirf roshni hain,
tu phir meray dost yeh imtihan kaisa?
jab mein tum aur tu mein hai,
tu phir meray dost yeh hisaab kaisa?”
“is qainaat mein jab teray siwa koee ma’bood nahin,
tu phir meray yaar yeh tajassus kaisa?”
“is khel ko band karday maula…
raat kee tareeki tujhay yaad kar rahee hai”